Zum Hauptinhalt springen

bachpan ki khwahish.....

Maine Chutpan men surkh Sikoo ko boya hai, haan maine bhi Khwahishon ko apne andar sanjoya hai.
jis darkhat pe lagenge sikee Hazar
Ke mai bhi mota saith Banunga

"apha ghar apni chanton se bharunga,
Ke jaab- jaab tez hawa Chalegi meri aagosh mai Sikee or chehre par muskan bae-shumar Rhegi, jab se maine ush sikke ko boya tha ,
Chain ka ik pal bhi na main soya tha

Samey par unhe sinchta,
Saath Barrish main uske bighta.
par un banjar sikke ko meri tirshna ik ankh na bhaie na hi koi kali nikli na hi koi sakh ayi,

Hatash Hoke mai ush surkh bae-jaan sikee ko faik aya

taab kahi jake dil sukoon se mera soo paya Hai

haan maine khwahishon ko apne andar sajaya hai
Han Maine Chutpan main surkh sikoo ko boya Hai